Monday, April 30, 2012

Dosti-75



Behte huye paani ko peena nahi aata,
teri judaai me mujhe jeena nahi aata,
Kaise batayein ham tujhe apne dil ka haal,
k teri dosti mein hame zubaan kholni nahi aati…!!!

Dosti-74




Door ho jane se rishtey nahi tootte,
Na hi sirf paas rahne se judte,
Ye to dilon ke bandhan hain,
Isiliye hum tumhein aur tum hamein nahi bhoolte…

Thursday, April 26, 2012

Dosti-73



Dil Ki Baat Chhupana Aata Nhi,
Kisi Ka Dil Dukhana Aata Nhi,
Aap Sochte He Hum Bhul Gaye Apko,
Par Kuchh Achhe Dosto Ko Bhulana Humko Aata Nahi….

Dosti-72



Deep To Andhi Mei Bhi Jala Karte Hain,
Phool To Kanton Mei Bhi Khila Karte Hain,
Kitne Khusnaseeb Hota Hain Wo Jinhe
Aap Jaise Pyare Dost Mila Karte Hain…

Dosti-71



Humse Dosti Nibhate Rehna
Har Mod Par Aazmate Rehna,
Lekin Door Kabhi Mat Hona,
Chahe Sari Umr Bhar Satate Rehna….

Dosti-70



Aankho mein basne wala pyaara sa ishara ho….
Andheri raat mein chamakta sitara ho….
Chhu bhi nahi sakti udasi kabhi usko….
Jiska Koi DOST itna pyaara ho..!!

Dosti-69



Na Chand Ki Tarah,Na suraj Ki Tarah,
Na Aasma Ki Tarah,Na sitaro Ki Tarah,
Koi Dost Mujhe Mile To Bus Aap Ki Tarah !!
Dedicated To TaimooR......

Dosti-68



Phoolo se khushboo churayi nahi jati,
Suraj se roshni chhipayi nahi jati,
Kitni bhi door kyo na ho tum,
Dosti me aap jaisi dost ki dosti bhulayi nahi jati. ..

Dosti-67



Tere saath baate karte karte waqt yu hi gujar gaya,
Door hokar bhi dost, tera pyar dil ko chhu gaya,
Ji liya he maine un har lamho ko,
Kal ka kya pata tha dekho waqt kaha chala gaya. …

Wednesday, April 4, 2012

Dosti-66



Jab Bhi Unki Gali Se Guzarta Hoon,
Meri Ankhein Ek Dastak De Deti Hai,
Dukh Ye Nahi, Wo Darwaza Band Kar Dete Hai,
Khusi Ye Hai, Wo Mujhe Ab Bhi Pahchan Lete Hai.