Dosti ki mahek ishq se kam nahi hoti, Ishq pe hi zindagi khatam nahi hoti, Agar sath ho zindagi me acche dosto ka, Zindagi kisi jannat se kam nahi hoti…
Jab se aapko jana hai,
Jab se aap sa dost paya hai,
Har dua me aap ka naam aaya hai,
Dil karata hai punchu us rab se ke,
Kya itna pyara dost sirf mere liye banaya hai.