In Andhero Ke Liye Kuch Aaftab Maange Hain
Dua Main Hum Ne ‘Friends’ Kuch Khaas Maange Hain
Jab Bhi Manga Kuch Rab Se
To Aap Ke Liye Khushiyon K Pal Mange Hain
Kuch Meethe Pal Yaad Aate Hain
Palko Par Aansu Chor Jate Hain
Kal Koi Aur Mil Jaye Toh Hume Na Bhool Jana
Friendship Ke Relation Zindagi Bhar Kaam Aate Hain...
Kisi roz yaad na kar pau to khudgarz na samajh lena,
Darasal choti si iss umar main presaniya bohat hai,
Main bhoola nahi hu kisi ko mere buhat achhe dost hai zamane main,
Bas thodi zindagi uljhi padi hai do waqt ki roti kamane main....
Milna bichadna sab kismat ka khel hai,
Kabhi nafrat to kabhi dilo ka mail hai,
Beek jata hai har rishta duniya main,
Sirf dosti hi yaha “NOT FOR SALE" hai.